Computer ke name kaise change kare windows 7, 8, 10 hindi me
Aajka topic hai Computer ke name kaise change kare. Dosto aagar aap desktop ya laptop computer istemal karte ho to usme aapko ek naam jarur istemal karna hoga lekin aagar usme koi dusra naam add hai aur aap chahate ho usko remove karke khudke name add karoge to aajke ye post aapke jarur madat karega. Computer naam hamesa User files me show hota hai. Aagar aap ek computer se dusre computer ko connect karte ho tab aapke ye name bahut kaam ayega.
Computer aagar aap format karte ho tab aap khudke naam use karte ho ye sahi hai lekin aagar aapko computer format karna nahi ata hai aur aap kisi dusre se aapna computer format karwate ho tab wo aagar koi dusra naam aapke computer par likh deta hai to aap aajke iss post ko follow karke uss name ko remove karke aapna khudke naam likh sakte ho. To dosto chaliye dekhte hai kaise karte hai.
Step 1. Pehle aap "My Computer" Ya phir "This pc" par aapne Mouse ke Right click kare, uske baad "Properties" par click kare. Properties par click karne ke bad ek box khulega aap usme se "System Protection" option par click kare.
Step 2. Upar ke option par click karne ke bad aur ek box khule ga aap usme se just "Computer name" option par click kare, uske bad niche "Change" button par click kare.
Step 3. Aab aur ek box khulega usme se aapko "Computer name" blank box me jo name hai usko remove karke ek naya name yafir aap ke naam add karke "OK" par click karna hai.
Step 4. Aabhi upar ke option par OK par click karte hi ek box ayega jis me aagar aap OK karte hai to aapke Computer Restart hoga aur aapke Name bhi change ho jayega.
Friends upar ki step ko aap thik traha se follow kare aap asani se computer name change kar skoge, upar ke step aapke windows 7, 8 and 10 computer me same kaam karega. aagar post accha lagta hai to aap post ko please share kare, post me koibhi problem ata hai to comment karke bataye.
Computer aagar aap format karte ho tab aap khudke naam use karte ho ye sahi hai lekin aagar aapko computer format karna nahi ata hai aur aap kisi dusre se aapna computer format karwate ho tab wo aagar koi dusra naam aapke computer par likh deta hai to aap aajke iss post ko follow karke uss name ko remove karke aapna khudke naam likh sakte ho. To dosto chaliye dekhte hai kaise karte hai.
Read: Windows Computer Ke Liye Joruri Kuch Best Software
Computer Ke Name Change Kaise Kare ?
Ye bahut easy hai sirf kuch simple step follow karke aap asani se ye kaam kar sakoge, lekin iss kaam ke liye aapko windows 7, 8 yafir windows 10 user hona jaruri hai. aagar aap dusra alag koi OS istemal karte ho to ye tips aapke kaam nahi ayega. To main windows 7 istemal karta huu isi liye main windows 7 par kaise karte hai wo dikha diye hai niche aap bhi same tarike se kairye.Step 1. Pehle aap "My Computer" Ya phir "This pc" par aapne Mouse ke Right click kare, uske baad "Properties" par click kare. Properties par click karne ke bad ek box khulega aap usme se "System Protection" option par click kare.
Step 2. Upar ke option par click karne ke bad aur ek box khule ga aap usme se just "Computer name" option par click kare, uske bad niche "Change" button par click kare.
Read: Computer Ke Hardware or Software Ki Puri Jankari Kaise Pata Kare
Step 3. Aab aur ek box khulega usme se aapko "Computer name" blank box me jo name hai usko remove karke ek naya name yafir aap ke naam add karke "OK" par click karna hai.
Step 4. Aabhi upar ke option par OK par click karte hi ek box ayega jis me aagar aap OK karte hai to aapke Computer Restart hoga aur aapke Name bhi change ho jayega.
Friends upar ki step ko aap thik traha se follow kare aap asani se computer name change kar skoge, upar ke step aapke windows 7, 8 and 10 computer me same kaam karega. aagar post accha lagta hai to aap post ko please share kare, post me koibhi problem ata hai to comment karke bataye.
kya bhai mere pc me to direct computer ka name rename par click karke change ho jata hai to kya isse kisi bhi tarah ki dikkat ho sakti hai
ReplyDeleteNahi..
Deleteaapka baat samaj nahi aya.. aap aagar windows 7 install karna chahate hai to is blog par windows 7 install likh kar search pare post mil jayega kyuki main windows 7 setup ke bareme post kar diya hai bahut pahle..
ReplyDeleteSir window xp mein change karne per bhi nahi hota aur pahley wala cmptr name shiw karta hai
ReplyDeleteRohit
ReplyDelete