Blog par facebook video ko embed kaise karke post kaise kare uski janakri
Blog par facebook video ko embed karke post kaise kare. Dosto hum log jante hai ke facebook par Youtube ki traha video upload kiya ja sakta hai or aap chaheto uss video ko aapne blog par embed kar ke post bhi kar sakte ho. Facebook abhi bohuti popular ek social network hai jiss ko world me 1.59 billion user use kar rahi he. Aagar aap chahati ho ke facebook par koibhi video ko upload karke uss video ko aapne blog par post kareng ge to aap iss embed karke facebook video ko blog par post kar sakti ho. Aap to jante he ho Youtube par video ko kaise upload karte hai or uss video ko kaise blog par embed karti hai! agar aap nahi janti ho to niche ki post follow karke jan lijiye. Jobhi ho chaliye dekhte hai ke kaise blogger ya wordpress blog par FB video ko post karte hai.
Dosto iss post ko embed parne ke liye aapke blog template par must "JavaScript SDK" add karna hoga agar aapke template par SDK install hai to video show kare ga agar nahi hai to show nahi kare ga. Aagar nahi hai to niche se SDK ko install kar lijiye.
Blogger ko login karke Template → Edit HTML usske bad Keybord ke Ctrl+F press karke</head> iss tag ko search kijiye aabhi </head> tag ki niche niche ki JS code ko add karke Save Template par click karke Save kariye.
Ajke liye itna he aagr post aapko acchi lagi ho to jarur niche comment kare post ko dosto ke sath share kare or agar koi problem ho to jarur hum ko bataye hum help karenge.
- Youtube Video Blog Par Embed Kaise Kare
- Youtube Par Channel Banakar Video Upload Kaise Kare
- Youtube Channel Ko Verify Kaise Kare Uske Jankari In Hindi
Blog Par Facebook Video Ko Embed Kaise Kare ?
Pehele jiss video ko blog par embed karna chahati ho uss facebook par jakar video ko select kare usske bad Arrow button par click karke Embed Video par click kare. Aap agar cahati ho kisi post ko embed karo ge to uss option se Embed Post par click kare.
Aagar aap dusre koi user ke video ko embed karna chaha ti ho to same tarike se arrow button par click karke niche se More option button par click karke Embed video button par click kare.
Aabhi "Copy and paste this code into your website." option par dekhiye kuch code hai usko copy kare.
Code ko copy karke notepad ya kisi bhi jaga save kare, uske bad aapne blogger blog par visit kare aabhi post option se HTML tab par click karke upar jo code ko aapne copy kiye usko HTMLbox par Past kar dijiye.
Aagar aap Wordpress use karti ho to Post option se aap Right side par jo Text Option hai usspar click kare uske bad text option par upar ke copy kiya embed code ko bitha dijiye.
Aabhi post ko publish kar dijiye usske bad post ko dekhiye jiss facebook video ko embed karke post kiye ohe video aap dekh sakte ho. Niche dekhiye demo mene aapne ek video ko embed karke iss post par add kiye.
![]() |
Blogger |
Aagar aap Wordpress use karti ho to Post option se aap Right side par jo Text Option hai usspar click kare uske bad text option par upar ke copy kiya embed code ko bitha dijiye.
![]() |
Wordpress |
Aabhi post ko publish kar dijiye usske bad post ko dekhiye jiss facebook video ko embed karke post kiye ohe video aap dekh sakte ho. Niche dekhiye demo mene aapne ek video ko embed karke iss post par add kiye.
MyHindiTricks Intro, Best Hindi Blog
MyHindiTricks Intro
Posted by My Hindi Tricks on Thursday, January 28, 2016
Dosto iss post ko embed parne ke liye aapke blog template par must "JavaScript SDK" add karna hoga agar aapke template par SDK install hai to video show kare ga agar nahi hai to show nahi kare ga. Aagar nahi hai to niche se SDK ko install kar lijiye.
Blogger ko login karke Template → Edit HTML usske bad Keybord ke Ctrl+F press karke
<div id="fb-root"></div>
<script>(function(d, s, id) {
var js, fjs = d.getElementsByTagName(s)[0];
if (d.getElementById(id)) return;
js = d.createElement(s); js.id = id;
js.src = "//connect.facebook.net/en_US/sdk.js#xfbml=1&version=v2.3";
fjs.parentNode.insertBefore(js, fjs);
}(document, 'script', 'facebook-jssdk'));</script>
Ajke liye itna he aagr post aapko acchi lagi ho to jarur niche comment kare post ko dosto ke sath share kare or agar koi problem ho to jarur hum ko bataye hum help karenge.
COMMENTS