Blogger blog ya blogspot blog dono hai ek bath hai. Dosot aj main aplogo ke sath ek majadar blogger tips share karungi.
Blogger blog ya blogspot blog dono hai ek bath hai. Dosot aj main aplogo ke sath ek majadar blogger tips share karungi. Agar ap blogger new istemal har rahi ho to ap nehi jante ho ke blogger par kaise ek logo istemal karte hai. Logo blog par istemal karne se blog ko dekhne me ache lagte hai. blogger par logo add karna bohuti easy hai ap iss post ekbar dekh lijiye to ap bhi apne blog par ek acha sa logo istemal kar sakte ho. to dosto caliye dekhlete hai kaise kare blogspot par ek logo istemal. Blogspot blog par logo istemal karne ke liye pehele ap ko ek acha sa logo design karna hoga logo design karne ke liye ap iss post ko dekhiye - " Apne Blog Ke Liye Online Par Logo Kaise Design Kare - Hindi Me Uski Jankari "
Blogspot par logo add karne ke liye pehele apne blogger blog ko login kare. Login karne ke bad Dashbord se Layout par click kijiye. Layout par click karne ke bad Header option se Edit par click kare.
Abhi ek new popup page open hoga usem se Choose File par click karke apne logo ko select kare uske bad Save button par click kare. Or usme se jorur Instead of title and description ko select kare.
Dosto ho gya apne blogger par logo add karne ka kam. Abhi ap apne blog visit kar ke dekhiye apne jo logo abhi add kiye o dikhai ga .
Aagar iss post aplogo ko samaj me dikat hota hai to jorur batya comment kar ke. Or agar iss post se aplogo ko thoda sa bhi madat huya to apne dosto ke sath iss blog or iss post ko jorur share kare.
Blogger Blog Par Logo Kaise Add kare ?

COMMENTS