top best free video, voice calling, chat app android mobile phone ke liye.
Agar aap ek Android mobile user ho to aap jarur jante ho internet par bahut sare apps hai jis ko use karke free call kiya jata hai. Lekin dosto aaj me aap logo ke sath aisa hi kuch behetarin top free calling aap share karunga. Google play par hajaro aisa aap hai jis ko istemaal karke free call kiya ja sakta hai lekin google play ke sabhi free calling aap utne accha nahi hota hai or isi liye aaj me aap logo ke liye lekar aya hu best top 5 free calling aaps. Is apps ko istemaal karke aap aapne family ke sath, friends logo ke sath chat, call kar shakoge aur iske liye koibhi paise nahi lagega sirf jarurat hai internet ka. Jaise Whatsaap par pehle free call ki subidha nahi tha lekin aabhi aap isko use karke bhi free video and voice call kar sakte ho. Jobhi ho dosto chaliye dekhte hai kuch top free calling apps ke list.
1/ Viber :

Mera dekha sabse popular free calling aap hai, aap isko use karke free call, chat bhi kar sakte ho sabse badi baat aap isko computer par bhi use kar sakte ho kyu ki ye pc version bhi hai. Isko istemaal karna bahut easy hai aap ko aapne mobile ya computer par install kare uske baad ek account karke dosto ke sath call, chat kare. aur jankari ke liye is post ko read kare " Viber Kay Hai Kaise Use Kare".
2/ Skype :
Ye naam to aap sayed suna hi ho kuy ki ye free video calling ke sabhi apps me se sabse popular hai. Aap isko bhi mobile, pc dono device par use kar sakte ho. Skype microsoft ka hai or popular me ya sabse upar hai, agar aap isko install karna chahate ho to niche se install karke skype par ek account kare or dosto ke sath free call, chat suru kare. is aap ke ke ware me aur jankari ke liye is post ko follow kare " Skype Kay Hai Kaise Use Kare".
3/ Whatsaap :
Kon nahi jante is naam ko jo koibhi mobile use karte hai usi ko pata hai whatsaap ke wareme agar aapko nahi pata to abhi isko apne mobile par install kare kyu ki aap isko use karke free video and voice call, chat, video send, image send, gif send free kar sakte ho. Or aabhi to or bohut sare naya features add huya hai.
4/ WeChat :

Yebhi bahut popular free calling aap hai aap isko use karke aapne friends ke sath free call kar sakte ho koi paise nahi lage ga. WeChat abhi 300+ million user hai, sochiye kitna popuar app hai. Is ko use karke aap voice messages, video calling, chat voice calling sob kuch kar sakoge.
5/ Line :

Yebhi bahut popular aap hai aap isko use kar sakte ho ekdam free or is app me bhi bahut badiya features hai jaise ki aap ek sath 200 friends ke sath group call kar sakte ho. Is aapko use karke free call, chat sab kuch kas sakte ho agar use karna chahte ho to niche se install karo.
Main aaj kuch hi popular calling aaps share kiya isi traha or bhi bahut apps aapko google play par milega aap usko bhi try kar sakte ho, lein upar mene jo share kiye wo sabse popular hai. Jobhi ho dosto agaar aapko ye post accha lage ho to jorur post ko aapne dosto ke sath share kare comment kare.
Read : Android Mobile Ke Liye Top 5 Best Security Apps
Top Best Android Free Calling aaps List :

COMMENTS