Andorid mobile ke liye best launcher app, top launcher app mobile ke liye
Dosto aaj me aap logo ke sath kuch best Android launcher aaps share karunga jo kafi majedar hoga apke mobile phone ke liye. Aap to jante hai launcher kya hota hai or iska kam kya hai, Launcher use karke aap aapne mobile ko naya style de sakoge, jaise ki aapke android version hai 6 ya fir Android Nougat abhi aap chahate ho aapke mobile ko android Oreo ya android P jaise look doge tab aapko launcher use karna hoga.
Launcher ek theme hai ye sirf aapke mobile design ko change karega puri system ko nehi. Jobhi ho agar aap aapne mobile par koibhi launcher use karna chahate ho to me niche kuch best android launcher share kiya hai in me se apko jo launcher pasand ata hai aap us ko apne mobile par install karke use kare.
To abhi tak apko pata chal gaya hai ki launcher kya hai aur iska kam kya hai mobile phone par. Launcher sirf apke mobile look ko change karega naki apke system ko change karega, to agar apke phone me old android hai aur apko new android verison ke feel pana hai to wo aap launcher ke jariye pa sakte ho. to chahiye dekhte hai ajke is list me kon kon sa launcher hai apke liye.
1. Nova Launcher :
Nova Launcher bahut popular or badiya ek free launcher App hai, me khud isko istemal ki hai. Agar aap isko use karte ho to aapko google play par 1000+ icon theme free me download karne ko milegi. Abhi google play par isko download kiya hai "10,000,000 - 50,000,000" logo ne, iska user rating bhi badiya hai 4.6, agar aap apne android mobile ke look ko total change karke new look add karna chahate hai to nova launcher apke liye best hai. launcher link niche hai.
2. GO Launcher - 3D :
GO Launcher bahut popular ek free launcher hai aapko ye google play par ekdom free milegi. Isme bhi bahuti badiya badiya features hai Go launcher 3d use karne se aapko 1000+ theme download karne ko milegi free me. 3d transition and flipping effects, parallax Themes & HD Wallpapers bhi isme aapko milegi. 15+ different widgets bhi milegi jaise ke Clock, Calendar, Weather etc, to agar aap isko use karna chahate hai apne mobile par to niche link hai us par click kare aur install karke use kare.
3. Hola Launcher :
Hola Launcher bahuti simple and fast ek launcher hai, Aapko is launcher par bahut sare features milegi jo dusre or koibhi launchers par aapko dekhno ko nehi milegi. Abhi tak is aap ko bahut sare users ne use kiya hai or isko google play par bohut badiya rating bhi mila hai. is launcher ko use karne par apko new look to milegi hi sath apko app lock, charging master, app manager, hide app ye sabhi features bhi milegi.
4. CM Launcher 3D :

CM Launcher 3D ya bahut popular ek launcher app hai, agar aap aapne mobile phone ko 3d look dena chahate ho to ye app aapke liye ekdom perfect rahega, Abhi tak is aapko google play par "50,000,000 - 100,000,000" user ne download karke aapne mobile par istemal karte hai. Aap agar aapne mobile ko naya look dena chahate ho to aap is aap ko jorur use kare.
5. Next Launcher 3D :
Next Launcher 3D bahuti popular ek 3D launcher aap hai, Sach me is app par 3D visual effects bhi hai. Is aapke screen switching animation, 3D widgets, 3D themes design kiya hai "Go launcher team" ne. Ye bahut badiya ek aap hai google play par isko bahut badiya rating mila hai, agar aap istemal karna chahate ho to niche se download karke aapne mobile par install kare.
6. P Launcher- Android 9 :
Sayed apko pata hai ki android P hali me launch huya hai aur ye android ke latest version hai. Agar aapke mobile par android pc update nahi mil raha aur apko android P ka use karna hai to aap is launcher ko use karke andorid p ka feel pa sakte ho, iske under apko lagbhag android 9 ka sabhi features dekhne ko mil jayega aur mobile look bhi total android p ki traha hi hoga, launcher ko download karne ke liye niche download par click karke install kare.
7. Super S9 Launcher for Galaxy S9 :
Super S9 bahut popular ek launcher hai ye samsung galaxy s9 design ke launcher hai, agar aapke pass samsung galaxy s9 nahi hai aur aap chahate hai apne mobile phone ko galaxy s9 jaise look doge to aap is launcher ko use karke apne mobile ko s9 jaise bana sakte ho. agar apko ye launcher use karna hai to niche download link hai click kare aur mobile par install kare.
8. Solo Launcher :
Aabhi tak apne bahut sare launche use kiya hai lekin sach me solo un sabhi launcher me se best launcher hai, agar aap mobile par koi accha launcher use karna chahate hai to apke liye solo best ho skata hai. Is launcher ke under apko bahut se majedar features milega, jaise ki aap is launcher ke madad se handwriting font change kar sakte ho, mobile ko fast rakh sakte ho, is launcher ke under apko bahut sare Beautiful Themes bhi milegi. to agar apko is launcher ko use karna hai to niche se download kare.
Dosto upar top best 5 launcher apps share kiya hai, agar aapko accha laga to jarur comment kare, post ko apne dosto ke sath share kare, koibhi jankari ya problem ke liye comment kare. Ajke liye itna Thanks.
Launcher ek theme hai ye sirf aapke mobile design ko change karega puri system ko nehi. Jobhi ho agar aap aapne mobile par koibhi launcher use karna chahate ho to me niche kuch best android launcher share kiya hai in me se apko jo launcher pasand ata hai aap us ko apne mobile par install karke use kare.
Read: Android Mobile Ko Computer Webcam Kaise banaye
Android Mobile Ke Liye Top Launcher App
To abhi tak apko pata chal gaya hai ki launcher kya hai aur iska kam kya hai mobile phone par. Launcher sirf apke mobile look ko change karega naki apke system ko change karega, to agar apke phone me old android hai aur apko new android verison ke feel pana hai to wo aap launcher ke jariye pa sakte ho. to chahiye dekhte hai ajke is list me kon kon sa launcher hai apke liye.
1. Nova Launcher :

2. GO Launcher - 3D :

3. Hola Launcher :

4. CM Launcher 3D :

CM Launcher 3D ya bahut popular ek launcher app hai, agar aap aapne mobile phone ko 3d look dena chahate ho to ye app aapke liye ekdom perfect rahega, Abhi tak is aapko google play par "50,000,000 - 100,000,000" user ne download karke aapne mobile par istemal karte hai. Aap agar aapne mobile ko naya look dena chahate ho to aap is aap ko jorur use kare.
5. Next Launcher 3D :

6. P Launcher- Android 9 :

7. Super S9 Launcher for Galaxy S9 :

8. Solo Launcher :

Dosto upar top best 5 launcher apps share kiya hai, agar aapko accha laga to jarur comment kare, post ko apne dosto ke sath share kare, koibhi jankari ya problem ke liye comment kare. Ajke liye itna Thanks.
Great collection of launchers... Thanks a lot and keep helping like this
ReplyDelete