Photoshop istemal karke unwanted cheez ko photo se remove kaise kare
Dosto aaj me aap logo ko dikhaungi ki kaise aap kisibhi photo ya image se koibhi jorurat nehi hai yase cheez ko remove karoge. Asal me photoshop use karne thoda muskil kam hai agar aap nehi jante kaise photoshop chalate hai to aap photoshop par koibhi kam nehi kar sakoge. Jobhi ho agar aap photoshop nehi jante or aap chahate ho isko chalana shikho ge to har roj isko use kare dhire dhire aap bhi isko chalana sikh jawoge. Agar aap ekdam photoshop nehi jante to aap aajke is post ko dekh kar photoshop ki ek magic dekh sakte ho ke kaise photo se unwanted chij ko remove karte hai, bohut easy hai sirf niche ki simple step ko follow kare.
Online Par Photo Editing Karne Ke Liye Top Websites
Phele aap aapne photoshop ko open kare, uske bad aap jis photo se unwanted chij ko remove karna chahate ho usko photoshop pe open kare...
Photo ko photoshop par open karne ke liye aap File→Open tab par click karke uske bad photo ko selete kare.
Ab photo select karne ke bad aap right side se "Lesso Tool ya Pen Tool koibhi ek ko select kare. uske bad photo ki jis jaga ko remove karna chahate ho usko select kare.
Aabhi aap photo ki jis jaga ko remove karna chahate ho usko select kare... upar ke koibhi ek Tools ko use karke aap is kam ko kare niche ki traha..
Lesso Tools se us jaga ko select karne ke bad aap Menu bar se Edit option pe ja kar Fill Button par click kare ya aapne keyboard se Shift+F5 press kare.
Aabhi dekhe ek Tab open hoga aap usme se "Content-Aware" ko select kare uske bad aap "OK" button par click kare uske bad result dekhe.
Aabhi aap Result dekhe jis jaga ko aapne Lesso tool se select kiya tha dekhe us jaga me jobhi tha wo remove hogaya. Niche se mere result dekhe....
Dosto sayed aapko aaj ka ya post accha laga hai, agar koibhi problem hoto niche comment karke bataye hum jorur help karenge. Post ko aapne dosto ke sath jorur share kare facebook, twitter par.

Photoshop Istemal Karke Photo Se Unwanted Cheez Ko Remove Kare

COMMENTS