PDF file ko word document doc and doc me convert kaise kare? pdf to docx convert in hindi
Aajke is post me hum sikhenge pdf file ko .doc & .docx me convert kaise karte hai, Aagar aap kisi pdf file ko word document me convert karna chahate ho to ajke ye post sirf apke liye hai. Aagar apko nahi pata ki .doc aur .docx kya hai to me bata du ye jo doc and docx he ye microsoft word ke file format hai. Jab aap microsoft word me koi file ko save karte ho to wo .doc ya phir .docx format me save hote hai.
Aagar aap kisi pdf file ko edit karna chahate hai ya phir kisi pdf file ko edit karke usme extra kuch add karna chahate hai to aap apne pdf file ko doc ya phir docx me convert karke apne pdf file ko edit kar sakte ho.
Aabhi agar apke manme sawal ata hai ki .doc and .docx in dono me difference kya hai, to iske upar me ek alag se post karunga, lekin abhi aapko samaj lijiye ke doc and docx dono ms word ke file format hai, agar aap microsoft office 2003 ya usse bhi purna version use karte ho to apko doc me convert karna hoga, lekin agar aap microsoft office 2003 ke bad matlab 2007, 2010, 2013, 2016 jaise latest version ko use karte ho to aapko docx use karna hoga. To aab chahiye dekhte hai pdf file ko doc or docx me convert kaise karte hai.
Is kam ke liye aaj hum online tools ka istemal karne wale hai, to chahiye step by step jan lete hai ki online tool ke madad se pdf file ko doc and docx me convert kaise karte hai.
Jaise ki hum dono format ki bat ki thi ek doc aur dusra docx to dono ko convert karne ke liy 2 alag tools ka use karna hoga, to pahle hum sikhenge pdf file ko docx me convert kaise karte hai.
Step 1. Sabse pahle aapo "pdf2docx.com" is website par jana hai uske bad apke samne kuch niche ki traha website open jayega usme se aap "Upload Files" par click kare uske bad aap jis pdf file ko docx me convert karna chahate hai us pdf file ko apne computer se select kare.
Aagar aap kisi pdf file ko edit karna chahate hai ya phir kisi pdf file ko edit karke usme extra kuch add karna chahate hai to aap apne pdf file ko doc ya phir docx me convert karke apne pdf file ko edit kar sakte ho.
PDF File Ko Word Document (Doc and Docx) Me Convert Kaise Kare?
Is kam ke liye aaj hum online tools ka istemal karne wale hai, to chahiye step by step jan lete hai ki online tool ke madad se pdf file ko doc and docx me convert kaise karte hai.
1. PDF File Ko DOCX Me Convert Kaise Kare?
Jaise ki hum dono format ki bat ki thi ek doc aur dusra docx to dono ko convert karne ke liy 2 alag tools ka use karna hoga, to pahle hum sikhenge pdf file ko docx me convert kaise karte hai.
Step 1. Sabse pahle aapo "pdf2docx.com" is website par jana hai uske bad apke samne kuch niche ki traha website open jayega usme se aap "Upload Files" par click kare uske bad aap jis pdf file ko docx me convert karna chahate hai us pdf file ko apne computer se select kare.
Step 2. PDF file ko upload karne ke bad apko thoda wait karna hoga apke pdf ke size ke hisab se upload aur convert hone me time lagega, jab convert ho jayega to niche apko ek download button dikhega aap "Download All" par click karke docx file ko download kare.
Note: Docx me convert hone ke bad apko zip file me milega apko wirar use karke file ko open kare uske under apko converted docx file mil jayega, abhi aap is docx file open karke easy tarike edit kar sakte ho uske bad dobara pdf bana sakte ho.
2. PDF File Ko DOC Me Convert Kaise Kare?
Upar humne sikhe docx me convert kaise karte hai, aab hum sikhenge ki pdf file ko doc me convert kaise karte hai, agar aapke computer par 2003 microsoft office word hai to apko doc format hi use karna hoga kyuki 2003 me docx me support nahi karta to chahiye suru karte hai.
Step 1. DOC me convert karne ke liye sabse pahle apko "pdf2doc.com" is website par jana hai uske bad niche ki traha website open hoga usme se aapko "Upload Files" par click karke pdf file ko pc se select karna hai.
2. PDF file upload hone ke bad apko thoda wait karne ke bad niche "Download All" button dikhega us par click karke doc file ko download karna hai.
Note: Doc and Docx dono ka process same hi hai just website alag hai, to agar aap 2003 office word use karte ho to aap doc me convert kare, agar aap 2007 use karte ho to aap docx me convert kare.
To dosto hum ummid karte hi ki apko ye jankari pasad aya hai agar apko ye jankari accha laga to please post ko apne dosto ke sath jitna ho sake share kare, agar koi bhi sawal hai to comment jarur kare.
COMMENTS